Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaaniye heeriye jaaniye heeriye mere mann ye bata de tu kis or chala hai tu kya paya nahin toone kya dhoondh raha hai tu jo hai ankahi jo hai ansuni wo baat kya hai bata mitwa kahe dhadkanen tujhse kyaa mitwa ye khud se to na tu chhupa ho o mere mann ye bata de tu kis or chala hai tu kya paya nahin toone kya dhoondh raha hai tu jo hai ankahi jo hai ansuni wo baat kya hai bata mitwa kahe dhadkanen tujhse kyaa mitwa ye khud se to na tu chhupa ga ma pa ni re ni sa ga ma pa dha sa dha ni ni dha dha pa pa dha pa ga ga ma pa ni re ni sa ga ma pa dha sa dha ni ni dha ni dha ni dha ni pa dha dha dha pa dha pa dha ga ga dha ni re sa dha pa ma ga mitwa aa aa aa aa aa jeevan dagar mein dagar mein dagar mein prem nagar mein nagar mein nagar mein jeevan dagar mein prem nagar mein aaya nazar mein jab se koi hai tu sochta hai tu poochhta hai jiski kami thi kya ye wohi hai haan ye wohi hai haan ye wohi hai tu ek pyasa aur ye nadi hai kaahe nahin isko tu khulke bataye jo hai ankahi
mitwaa aaaaa aaaa aaaa laagi re yeh kaisi anbujh aag mitwaa mitwaa mitwaa nahin aaye laagi ree yeh kaisi vyakul jiyaraa vyakul nainaa vyakul jiyaraa vyakul nainaa aaaa ek ek chup mein sau sau bainaa aaaa rah gaye aansu lut gaye raag mitwaa mitwaa
aaaaaaaaaaaaaaaaaaa tanuuuuuuuuuuuuuuuuuuu meeteeeeeeeeeeeeeeeee beete naaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa daaaaaaaaaaa mitwa laut aaye ri mitwa laut aaye ri aaj mero jiyaraa kyun naa gaaye shubh din darshan paaye mitwa laut aaye ri naina jo the neer bhare naina jo the neer bhare piya ko dekh phir se muskaaye aaye ri aaye ri aaye mitwa laut aaye ri divlaa de bhujhaaye koi divlaa de bhujhaaye koi jaagu preet ki jyot jagaaye divlaa de bhujhaaye koi jaagu preet ki jyot jagaaye aaye ri aaye ri aaye mitwa laut aaye ri aaj mero jiyaraa kyun naa gaaye shubh din darshan paaye mitwa laut aaye ri mitwa laut aa mitwa laut aaye ri aaj mero jiyaraa kyun naa gaaye kyun naa gaaye shubh din darshan paaye mitwa laut aaye mitwa laut aaye mitwa laut aaaaaaaaye
aaaaaaaaa aaaaaaaaaa mitwaa mitwaaa bole meethe bain mitwaa mitwaaa mitwaa bole meethe bain saanware kajraare nain mitwaa bole meethe bain aaaaaa aaaaa aaaaaa soyen to saanjh bulaayen jaagen to bhor karennn saansen lete nain mitwaa tere nainnnnn mitwaa bole meethe bain pyaasa aaj bhi tarse aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa pyaasa aaj bhi tarse ooooo ooooo barson saawan barsen chhalke tere nain mitwaaaaa mitwaa bole meethe bain mitwaa mitwaa haan mitwaaaa bole meethe bain saanware kajraare nain saanware kajraare nain mitwaa bole meethe bain
mitwaa mitwaa mitwaa mitwa mann mitwa mann mitwaa aa jaa re aa jaa re aa jaa re mitwa mitwa more mann mitwa aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re mitwa mitwa more mann mitwa aa jaa re aa jaa re aa jaa re raat ke mukh par chaand ka teeka tujh bin laage pheeka pheeka hooooo ooooo mitwa raat ke mukh par chaand ka teeka tujh bin laage pheeka pheeka mitwa aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa mitwa aa jaa tujhko pukaare pyaar kisi ka aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re mitwa mitwa more mann mitwa aa jaa re aa jaa re aa jaa re ik pal rok naa paaye aansoon kyun itne barsaaye aansoon ik pal rok naa paaye aansoon kyun itne barsaaye aansoon kyun itne barsaaye aansoon koi naa jaane dukh badli ka koi naa jaane dukh badli ka ooooo mitwa tujhko pukaare pyaar kisi ka aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re mitwa mitwa more mann mitwa aa jaa re aa jaa re aa jaa re
mitwaaaaa re bhool gaye the raahein mitwa mitwaaaa re bhool gaye the raahein mitwa ek musafir laakhon raste ek musafir laakhon raste jaane kahan thi teri raahein mitwaa re bhool gaye the raahein mitwa lambe soone veeranon mein kitni baar ruke dilwaale lambe soone veeranon mein kitni baar ruke dilwaale dhoop mein dekhi chhaon ki chotein dhoop mein dekhi chhaon ki chotein chhaon mein dekhe dhoop ke chhale honthon par hi rok li humne honthon par hi rok li humne ek hansi mein saari aahein mitwaa re bhool gaye the raahein mitwa ek se ek juda tha raahi paas the saare sang na koi ek se ek juda tha raahi paas the saare sang na koi sab rangon ke dekhe chehre sab rangon ke dekhe chehre un aankhon ka rang na koi jin baahon mein neend aa jaaye jin baahon mein neend aa jaaye dhundh rahe the wohi baahein mitwaa re bhool gaye the raahein mitwa mitwaa re bhool gaye the raahein mitwa
hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon ho oo hoho ho mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki badi khoobsurat adaa hai aapki badi khoobsurat nighaah hai aapki mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki khoya khoya sa kuchh gumsum main aaj kal rehta hoon har mehfil mein khoya khoya sa kuchh gumsum main aaj kal rehta hoon har mehfil mein koi dawaa to batlaao ke dard rehta hai zara sa dil mein yahi dard e dil to dawaa hai aapki yahi dard e dil to dawaa hai aapki mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki marzi hai aaj kya fizaa ki jo aaj mera dil yun hi dhadka rahi hai marzi hai aaj kya fizaa ki jo aaj mera dil yun hi dhadka rahi hai kya ho gaya hai iss hawaa ko jo aise meri zulfon ko bikhraa rahi hai kare kya ke aashique hawaa hai aapki kare kya ke aashique hawaa hai aapki mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki aaye naa neend muhabbat mein to raat suhani koi kaise
aaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa ni sa re ma paa ma pa ni pa ma re ni sa re ga re ma ga re ga sa re ni sa moh maaya ko tyaag re praani moh maaya ko tyaag re praani jeevan hai jeevan hai bas behta paani jeevan hai bas behta paani moh maaya ko tyaag re praani jal pe kaahe chitr banaaye aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa jal pe kaahe chitr banaaye ye chhaya to hai aani jaani ni sa re ma pa ma pa ni pa ma re roop ki dhoop to dhal jaayegi roop ki dhoop to dhal jaayegi mom ye saari pighal jaayegi mom ye saari pighal jaayegi sukh dukh hai sukh dukh hai sab bemaani ahnkaar kaa aanchal chhodo aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa ahnkaar kaa aanchal chhodo jhuthe bandhan saare todo jhuthe bandhan saare todo kehte aaye sadaa hi gyaani jeevan hai bas behta paani moh maaya ko tyaag re praani moh maaya ko tyaag re praani moh maaya ko tyaag re praani
mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kisi se khelna phir chhod dena kisi se khelna phir chhod dena khiloono ki tarha dil tod dena haseenon haseenon ki ye aadat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kabhi tha naam iska bewafaai kabhi tha naam iska bewafaai magar ab aajkal ye behayaaii sharifon ki sharaafat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kisi mandir ki murat thi kabhi ye kisi mandir ki murat thi kabhi ye badi hi khoobsurat thi kabhi ye magar kyaaa magar kya iski surat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai
iss intezaar e shouk ko jalwon ki aas hai ik shamma jal rahi hai so wo bhi udaas hai mohabbat aisi dhadkan hai jo samjhai nahin jaati jo samjhai nahin jaati jabaan par dil ki bechaini kabhi laayi nahin jaati kabhi laayi nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai chale aao chale aao takaajaa hai nighaahon ka chale aao chale aao takaajaa hai nighaahon ka takaajaa hai nighaahon ka kisi ki aarzoo aise to thukraayi nahin jaati to thukraayi nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai jo samjhai nahin jaati jo samjhai nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai mere dil ne bichhayen hain sajde aaj raahon mein mere dil ne bichhayen hain sajde aaj raahon mein sajde aaj raahon mein jo haalat aashiqui ki hai wo batlaayi nahin jaati wo batlaayi nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai jo samjhai nahin jaati jo samjhai nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai
har taraf husn hai jawaanee hai aaj kee raat kyaa suhaani hai reshami jism haan reshami jism thartharaate hain marmaree khwaab gungunaate hain dhadakanon mein surur phaila hai rang nazdik o door phaila hai daawate ishq de rahee hai fazaa aaj ho jaa kisi haseen pe fidaa mohabbat bade kaam ki cheez hai kaam ki cheez hai mohabbat bade kaam ki cheez hai kaam ki cheez hai mohabbat ke dum se hai duniyaa ki raunak mohabbat naa hoti to kuchh bhi naa hotaa nazar aur dil ki panaahon ki khaatir ye jannat naa hoti to kuchh bhi naa hotaa yehi ek aaraam ki cheez hai kaam ki cheez hai mohabbat bade kaam ki cheez hai kaam ki cheez hai kitaabon mein chhapate hain chaahat ke kisse haqeeqat ki duniyaan mein chaahat nahin hai kitaabon mein chhapate hain chaahat ke kisse haqeeqat ki duniyaan mein chaahat nahin hai zamaane ke baazar mein ye wo shai hai ke jis ki kisi ko zarurat nahin hai ye bekaar bedaam ki cheez hai ye kudarat ke inaam ki cheez hai ye bas naam hi naam ki cheez hai kaam
mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ek sundar mukhda unka uss par laakh adaayen hum apne dil ko kahaan le jaayen akele door khade lalchaayen ek sundar mukhda unka uss par laakh adaayen hum apne dil ko kahaan le jaayen akele door khade lalchaayen chaand sitaareeeeeeeeee chaand sitaare mast nazaare sab hai unhi ke saath mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo mohabbat chume jinke haath jawaani paanv pade din raat sune phir haaye sune phir haaye wo kis ki baat hooo hooo hoooo hoooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa roop nagar se aa kar chanda unka roop churaaye mera mann dekh dekh reh jaaye bhala ye baat mujhe kyun bhaaye roop nagar se aa kar chanda
jaan hatheli pe rakh lo aankhon se moti chakh lo jaan hatheli pe rakh lo aankhon se moti chakh lo teekhi teekhi tez tez ye sooli par hai sej sej imaan banaakar tum rakh lo mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi sanam uljhi uljhi tirchhi tirchhi mohabbat ki galiyaan sanam mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi sanam uljhi uljhi tirchhi tirchhi mohabbat ki galiyaan sanam jaan hatheli pe rakh lo aankhon se moti chakh lo teekhi teekhi tez tez ye sooli par hai sej sej imaan banaakar tum rakh lo mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi sanam uljhi uljhi tirchhi tirchhi mohabbat ki galiyaan sanam har waqt lagaaye aag aag kismat jaayegi jaag jaag tum pal pal jee lo aur mar lo nas nas mein jawaani ko bhar lo duniya se le lo panga pyaar ki behne do ganga duniya se le lo panga pyaar ki behne do ganga bijli bijli barf barf ye meetha meetha dard dard ye jaan mein jannat ko bhar lo mohabbat hai mirchi mohabbat hai
mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain chale aao chale aao fursaten pyaar ki kam hai mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain talwaron ki chaanw mein jab ishq jawaan hota hai talwaron ki chaanw mein jab ishq jawaan hota hai jo pyaar kare wo jane wo kaisa sama hota hai badi khubsurat hai masoom si nadani mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain dil humne lutaya hai ab jaan luta denge dil humne lutaya hai ab jaan luta denge yun marte hain ulfat mein hum marke dikha denge aashiq ki maut to hai husn ki jawani mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain chale aao chale aao fursaten pyaar ki kam hai mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain
mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane nikalti dil ke taaron se jo hai jhankaar kya jaane usse to qatl karna aur tadpana hi aata hai gala kis ka kata kyun kar kata talwaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane dawa se faayada hoga ke hoga zehar e kaatil se dawa se faayada hoga ki hoga zehar e kaatil se maraz ki kya dawa hai ye koi bimaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane karo fariyaad sar takraa wo apni jaan de daalo karo fariyaad sar takraa wo apni jaan de daalo tadapte dil ki haalat husn ki deewaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane pyaar kya jaane
udhar se tum chale aur hum idhar se udhar se tum chale aur hum idhar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se mohabbat ban ke jo barsi hai dil par mohabbat ban ke jo barsi hai dil par na jaane wo ghata aayi kidhar se na jaane wo ghata aayi kidhar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se are dil ki khushi keh dene wale are dil ki khushi keh dene wale bohot din hum teri ulfat ko tarse bohot din hum teri ulfat ko tarse mohabbat ho gai mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se hooo chhupa rakha tha seene mein abhi tak hoooo chhupa rakha tha seene mein abhi tak tumhaare pyaar ko duniya ke dar se tumhaare pyaar ko duniya ke dar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se
tu kya mil gayi ye sama rangeen ho gaya sehra mein jaise khil gaya ho gul naya ae meri jaan e jaan hai tujhe kya pata tere husn ka mujhpe nasha chha gaya mujhpe nasha chha gaya mujhpe nasha chha gaya mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye haaan aan aan aan aan aa aan hooo ho ho ho ho ho aaj kal kya bataaun madhosh ho gayi hoon mehsoos ho raha hai main kahin kho gayi hoon khoya mera bhi dil hai bechain ye dhadkan hai kya yahi hai mohabbat kaisa deewaanapan hai ae mere jaan e jaan hai tujhe kya pata haal mere bhi dil ka hai kuchh aap sa dil ka hai kuchh aap sa dil ka hai kuchh aap sa mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye tune jo chhu liya to khil gayin dil ki kaliyaan teri aankhon mein mujhko mil gayi meri duniyaan yun to laakhon hasin
mohabbat huyi mere saiyaan nainon mein nindiya neend mein sapne sapnon mein tu tujh mein main aaun kabse mere naina hain pyaase baahon mein baahen toh daal mohabbat badi bewafa hai jisne ki dhokha khaaya neend ganwayi chain lutaaya tauba tauba dil na lagaana jhootha hai ye khayaal aa aa aa ye pyaar ki kadar tum jaanoge nahin na ja o bekhabar pehchanoge nahin pehchaanta hoon main hoti hai bewafa tu hi zara bata kiska hua bhala sun jaane jigar ek baar to dil mila mohabbat badi bewafa hai jisne ki dhokha khaaya neend ganwayi chain lutaaya tauba tauba dil na lagaanaa jhootha hai ye khayaal matlab ki dosti matlab ka pyaar hai ye laalchi jahaan paise ka yaar hai anmol pyaar ki keemat na tu laga bikti nahin kabhi beshaq dua dawa sun shokh e haseen jhoote na jalwe dikha mohabbat huyi mere saiyaan nainon mein nindiya neend mein sapne sapnon mein tu tujh mein main aaun kabse mere naina hain pyaase baahon mein baahen toh daal aa mere dilruba tu chaahti hai kya tu jaan hai
Mohabbat Isko Kahte
mohabbat ka nagma jubaan par naa aata mohabbat ka nagma jubaan par naa aata agar tum naa milte agar tum naa milte muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata agar tum naa milte agar tum naa milte mohabbat ka nagma jubaan par naa aata mera zajbaa e dil mere kaam aaya mujhe ye khushi hai tumhen maine paaya meri zindagi thi ek aawaara baadal jise tumne jaane bahaara banaya jise tumne jaane bahaara banaya ummeedon ka gulshan naa yun muskuraata ummeedon ka gulshan naa yun muskuraata agar tum naa milte agar tum naa milte muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata agar tum naa milte agar tum naa milte mohabbat ka nagma jubaan par naa aata tumhin se ye dil ki khushi maine paayi muhabbat bhi mujhko tumhin ne seekhaayi jahaan zindagi ki mili mujhko raahen tumhaari tamanna wahaan le ke aayi tumhaari tamanna wahaan le ke aayi mujhe kaun manzil kaa rastaa dikhaata mujhe kaun manzil kaa rastaa dikhaata agar tum naa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mitwa Kabhi Alvida Naa Kehna (2006) 06:25 16903
 
Poster of Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 06:25   Song Number : 16903   

Mitwa Laagi Re Yeh Devdas (1955) 03:16 37922
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Kafi
Duration : 03:16   Song Number : 37922   

Mitwa Laut Aaye Ri Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:36 15662
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:36   Song Number : 15662   

Mitwaa Bole Meethe Parichay (1972) 03:28 13922
 
Poster of Parichay (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Asrani
Raag- 
Ragesri
Duration : 03:28   Song Number : 13922   

Mitwaa More Mann Mitwaa Parinay (1974) 03:09 16287
 
Poster of Parinay (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Abhijeet Sen, Shabana Azmi
Duration : 03:09   Song Number : 16287   

Mitwaa Re Bhool Gaye Rahgir (1969) 04:04 38289
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:04   Song Number : 38289   

Mizaje Garami Dua Hai Jaal (1967) 05:13 13390
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 05:13   Song Number : 13390   

Moh Maya Ko Tyag Re Bhairavi (1996) 05:23 31555
 
Poster of Bhairavi (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Ashwani Bhave, Sridhar
Raag- 
Syam-Kalyan
Duration : 05:23   Song Number : 31555   

Mohabbat Ab Tijaarat Ban Gayi Arpan (1983) 05:10 20970
 
Poster of Arpan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Anwar Hussain
Duration : 05:10   Song Number : 20970   

Mohabbat Aisi Dhadkan Anarkali (1953) 03:53 12674
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Ragesri
Duration : 03:53   Song Number : 12674   

Mohabbat Bade Kaam Ki Cheez Hai Trishul (1978) 04:42 20971
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Duration : 04:42   Song Number : 20971   

Mohabbat Chume Jinke Aan (1953) 03:34 12567
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nadira
Duration : 03:34   Song Number : 12567   

Mohabbat Hai Mirchi Chura Liyaa Hai Tumne (2003) 06:01 16822
 
Poster of Chura Liyaa Hai Tumne (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sanjay Chhel
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan, Gayatri Iyer
On Screen Actors- 
Zayed Khan, Esha Deol
Duration : 06:01   Song Number : 16822   

Mohabbat Hi Mohabbat Hai Geetaa Mera Naam (1974) 03:47 32511
 
Poster of Geetaa Mera Naam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 03:47   Song Number : 32511   

Mohabbat Hi Na Jo Samjhe Parchhain (1952) 03:07 13920
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
V Shanta Ram
Raag- 
Bagasri
Duration : 03:07   Song Number : 13920   

Mohabbat Ho Gayi Bas Sagai (1951) 03:30 37737
 
Poster of Sagai (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
On Screen Actors- 
Vijayalakshmi, Prem Nath
Duration : 03:30   Song Number : 37737   

Mohabbat Ho Na Jaaye Style (2001) 06:12 13205
 
Poster of Style (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Abbas Katka
Music Director- 
Sanjeev Darshan
Duration : 06:12   Song Number : 13205   

Mohabbat Huyi Mere Saiyaan Shakka (1981) 04:43 38640
 
Poster of Shakka (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Simple Kapadia
Duration : 04:43   Song Number : 38640   

Mohabbat Isko Kehte Hain Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 05:03 39752
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:03   Song Number : 39752   

Mohabbat Ka Nagma Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 04:21 14017
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, B Saroja Devi
Duration : 04:21   Song Number : 14017